||||||||||| श्री रामचन्द्र जी की आरती |||||||||||

श्री रामचन्द्र कृपालु भजु मन हरण भवभय दारुणम् .
नवकञ्ज लोचन कञ्ज मुखकर कञ्जपद कञ्जारुणम् .. १..

कंदर्प अगणित अमित छबि नव नील नीरज सुन्दरम् .
पटपीत मानहुं तड़ित रुचि सुचि नौमि जनक सुतावरम् .. २..

भजु दीन बन्धु दिनेश दानव दैत्यवंशनिकन्दनम् a.
रघुनन्द आनंदकंद कोशल चन्द दशरथ नन्दनम् .. ३..

सिर मुकुट कुण्डल तिलक चारु उदार अङ्ग विभूषणम् .
आजानुभुज सर चापधर सङ्ग्राम जित खरदूषणम् .. ४..

इति वदति तुलसीदास शङ्कर शेष मुनि मनरञ्जनम् .
मम हृदयकञ्ज निवास कुरु कामादिखलदलमञ्जनम् .. ५..




II Shri Ramchandra ji ki Aarti II
श्री  Ramacandra  kripalu bhaju, mana, harana bhava bhaya darunam;
navakanja-locana kanja-mukha, kara-kanja pada-kanjarunam. ...१

Kandarpa aganita amita chavi, navalina niraj sundaram;
patapita manahu tarita ruchi suchi, naumi Janaka-sutavaram. ...२

Bhaju Dinabhandu Dinesha danava-daitya-vansha nikandanam;
Raghunanda anandakanda, Kaushalacanda Dasharatha-nandanam. ...३

Sira mukuta kundala tilaka caru, udaru anga vibhushanam;
ajanu bhuja sharacapa dhara, sangrama-jita Khara-Dhushanam. ...४

Iti vadati Tulasidasa Shakara, Shesha munimana ranjanam;
mama hridaya-kanja nivasa kuru, kamadi khaladala ganjanam. ...५ 
 II Ramayanji Ki Aarti II

Aarti Shri Ramayan ji ki, kirti kalit lalit Siya-pi ki II
Gavat Brahmadik Muni Narad, Valmiki vigyan visharad II
Shuk Sanakadi Shesh aru Sarad, barni Pavansut kirti niki II1II
Aarti Shri Ramayan ji ki,...

Gavat Ved Puran ashtdash, chhahon Shastra sab granthan ko ras II
Munijan dhan santan ko sarbas, sar ansh sammat sab-hiki II2II
Aarti Shri Ramayan ji ki,...

 Gavat Santat Shambhu Bhavani, aru ghatsambhav muni vigyani II
Vyas adi kavibarj bakhani, Kakbhushundi Garur ke hi ki II3II
Aarti Shri Ramayan ji ki,...

Kalimal harni vishay ras phiki, subhag singar mukti yuvati ki II
Dalan rog bhav muri ami ki, tat mat sab vidhi Tulsi ki II4II
Aarti Shri Ramayan ji ki,...


 II Shani Devji  ki Aarti II

Char Bhuja Tahi Chaje, Gada Hast Pyari I Jai. I
Ravi Nandan Gaj Vandan, Yam Agraj Deva .
Kasht na so Nar patte, karte tab Sena I Jai. I
Tej Apar tumhara, Swami Sha nahi Jave .
Tum se Vimukh jagat mein, Sukh nahi Pave.
Namo Namah Ravinandan sab grah Sirtaja.
Banshidhar yash gave rakhiyo prabhu laja I Jai. I
II Shri Vishnuji Aarti  II
Om jai Jagdish hare, Swami jai Jagdish hare, Bhakt jano ke sankat
Daas jano ke sankat, Kshan mein door kare, Om jai Jagdish hare

Jo dhyave phal pave, Dukh bin se mun ka, Swami dukh bin se mun ka
Sukh sampati ghar aave, Kasht mite tun ka, Om jai Jagdish hare

Maat pita tum mere, Sharan gahu mein kiski, Swami sharan gaho kiski
Tum bin aur na dooja, Aas karun mein jiski, Om jai Jagdish hare

Tum puran Parmatma,Tum Antaryami, Swami tum Antaryami
Par Braham Parmeshwar, Tum sabke swami, Om jai Jagdish hare

Tum karuna ke sagar, Tum palan karta, Swami tum palan karta
Mein sevak tum swami, Kripa karo Bharta, Om jai Jagdish hare

Tum ho ek agochar, Sab ke pranpati,Swami sab ke pranpati
Kis vidh milun Dyamaye, Tum ko main kumti, Om jai Jagdish hare

Deen bandhu dukh harta, Tum rakshak mere,
Apne haath uthao, Dwar pada tere, Om jai Jagdish hare

Vishay vikar mitao, Paap haro Deva, Shradha bhakti badao
Shradha prem badao, Santan ki seva, Om jai Jagdish hare
 II Santoshi Mata ki Aarti II

Jai Santoshi mata, maya Jai Santoshi mata,

Apne sevak jan ki, sukh sampati data,
Jai Santoshi mata....

Sundar chir sunahri, man dharan kinhon,
Hira Pana damke, tan shringar liyo,
Jai Santoshi mata....

Geru lal chhata chhavi, badan kamal sohe
Mand hansat karunamayi, Tribhuvan man mohe,
Jai Santoshi mata....

Svarna sinhasan baithi, chanvar dhure pyare,
dhup, dip, madhu meva, bhog dhare nyare,
Jai Santoshi mata....

Gud aur chana param priya, tamen santosh kiyo,
Santoshi kahlai, bhaktan vaibhav diyo,
Jai Santoshi mata....

Shukravar priya manat, aj divas sohi,
Bhakti mandali chhai, katha sunat mohi,
Jai Santoshi mata....

Mandir jag mag jyoti, mangal dhvani chhai,
Vinai kare tere balak, charnan sir nai,
Jai Santoshi mata....

Bhakti bhavmai puja angikrit kijai,
Jo man vasai hamare ichha phal dijai,
Jai Santoshi mata....

Dhyan dharo jan tero manvanchhit phal payo,
Puja katha shravan kar ghar anand ayo,
Jai Santoshi mata.

Sharan gahe ki, laja rakhiyo Jagdambe,
Sankat tu hi nivare, dayamayi Ambe,
Jai Santoshi mata....

Santoshi man ki aarti jo koi jan gavai,
Riddhi-Siddhi sukh sampati, ji bhar ke pavai,
Jai Santoshi mata....

Navratri Pujan

The Hindu festival of Navratri is celebrated twice a year. The first Navratri of the year is known as Chaitra Navratra, as it falls i...

Most Popular